Is project mai maine python ki madad se clutter cleaner banaya hai. jaisa ki aap log jaante hai ki ham log apni file ko ek folder mai ikaththe karte chalte hai. lekin is software ki madad se aapko sirf apko jis folder mai aapka clutter hai usme daalna hai aur isko run kar ena hai jisse ye hoga ki jitne bhi mp3 files hai aur images files hai and jitni bhi video files hai bo sab separate hoke alag se ek folder mai chali jayengi. isme maine python ki os library ka use kiya hai. Modules use in this Project 1. OS Module code meri github ki profile par hai. github profile link : https://github.com/yash112-lang/Python-Clutter-Cleaner/blob/master/Files_cleaner.py
is project mai maine python ki madad se ek database management system banaya hai. isme maine python ki gui and some basic mysql queries ka use kiya hai and mai jaanta hu ki ye abhi pura nahi hai lekin ab mai is par bahut kaam kar chuka hu isiliye maine socha ki ab jitna bana hai utna hi kafi hai isiliye mai isko ab post kar raha hu. Basic Modules of Python that are used in this project are: 1. tkinter 2. pymysql 3. os 4. subprocess 5. pillow maine ye saare module pip intsall karke install kare hai. iska pura source code bhi available hai aur mai isme abhi console aur ek log aur jodna chahta tha lekin time kam hone ke karad mai isme abhi bo nahi jod raha hu. chalo jo bhi ho ab mai ise publish kar raha hu aur ye meri github ki profile par bhi available hai